![]() |
Zindagi aur Main !! |
Zindagi naa gale lagi,toh maut ko gale laga liyaa;
Duniya waalon se kya gila karein,Jinhonein mohabbat ke naam pe,
Mohabbat karne waalon ko hi juda kiya ;
Isshh ranzo-gamm ki ulfat se ab thak chuka hoon main,
Pyaar ke nazuk dor ko suljhaate-2,ab pak chuka hoon main;
Ab toh ishh dard bhari zindagi ka, anth hi mujhe mukaddar dikhta hai;
Samaaj se kya apekhsa karein,jahaan har zarre mein mohabbat bikta hai !!